Hei Brijwala Hei Brijwala
Hei Brijwala Hei Brijwala Re Wala
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Chhede Radha Ko
Radha Ki Sakhiya
Gori Hamse Chhupa
Tu Na Batiya
Chhede Radha Ko
Radha Ki Sakhiya
Gori Hamse Chhupa
Tu Na Batiya
Pyaar Kaise Hua
Ye Bata De Jara
Kab Andhere Me
Dekha Ujala Re
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Brij Me Khelta
Hain Wo Holi
Rang Me Dubi Hain
Radha Bholi
Brij Me Khelta
Hain Wo Holi
Rang Me Dubi Hain
Radha Bholi
Samane Jo Gaya
Uske Wo Na Bacha
Nada Natkhat Hain
Wo Murli Wala Re
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Pyaar Dhala Re Dhala,
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Isko Toka
Waha Khatpat Ki
Khaya Makhan
Kahi Fodi Matki
Isko Toka
Waha Khatpat Ki
Khaya Makhan
Kahi Fodi Matki
Maa Yashode Jara
Dekh Le Tu Bhi Aa
Raah Chalne Na De
Tera Paala Re
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Naam Uske Jape
Sab Zamana
Shyam Govinda
Girdhari Kanha
Naam Uske Jape
Sab Zamana
Shyam Govinda
Girdhari Kanha
Man Ko Chain Aaye Na
Usko Dekhe Bia
Aisa Jaadu Hain
Kuchh Usne Daala Re
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Pyaar Dhala Re Dhala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Radha Gori Govinda Hain Kaala
Radha Gori Govinda Hai Kala Song Lyrics from the movie/album Noor Mahal released in the year 2018 starring Jagdeep, Chitra. The song Radha Gori Govinda Hai Kala was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Nashir Engineer. The music was given by Jaani Babu Qawwal. The lyrics were Penned by Aziz Ghazi
Share your thoughts