Radha Dwar Khadi Song Lyrics from the movie/album Veer Rajputani released in the year 2015 starring Manhar Desai, Shakila. The song Radha Dwar Khadi was sung by Asha Bhosle. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Radha Dwar Khadi Lyrics

Radha Dwar Khadi Rashta Niharti
Sath Me Papihe Ke Piya Pukarti
Sath Me Papihe Ke Piya Pukarti
Mohan Ne Mukhda Dikhaya Re
Mohan Ne Mukhda Dikhaya Re
O Meri Bagiya Me
Panchi Laut Aaya Re
Bagiya Me Panchi Laut Aaya Re

Bad Intzar Ke Pyar Ka Maja Hai
Bad Intzar Ke Pyar Ka Maja Hai
Sajna Ho Pas To Didar Ka Maja Hai
Ghunghat Se Pyar Muskuraya Re
Ghunghat Se Pyar Muskuraya Re
O Meri Bagiya Me
Panchi Laut Aaya Re
Bagiya Me Panchi Laut Aaya Re

Phul Bani Kaliya Masti Me Jhum Ke
Phul Bani Kaliya Masti Me Jhum Ke
Gori Or Gori Bani Shabnam Ko Chum Ke
Ban Ban Basant Rang Laya Re
Ban Ban Basant Rang Laya Re
O Meri Bagiya Me
Panchi Laut Aaya Re
Bagiya Me Panchi Laut Aaya Re
Aaya Re Aaya Re Aaya Re
Aaye Re.

Share your thoughts

Kanha kanha aan padi main tere dwar, Manhar desai, Kanha re kanha, Ek radha ek meera, Kanha bole na na, Homi wadia, Aankhon se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai, Yashoda ka nandlala shri radhamohan, Aankho se dil main utar ke, Ankho se dil me utar ke, Lata mangeshkar hospital, Brindaban ka krishna kanhaiya, Aankhon se dil mein utar ke song, O kanhaiya kanhaiya, Aankhon se dil mein utar ke fareb song, Krishna bhajan hindi, Lata mangeshkar dead