Rab Ne Bhool Se Lyrics | Khilaf | Sukhwinder Singh | Laxmikant Pyarelal

Rab Ne Bhool Se Lyrics | Khilaf | Sukhwinder Singh | Laxmikant Pyarelal

Unche unche mehal nahi ban sakte sirf khayalo se
Daulat walo ke riste hote hai daulat walo se
Kitna bhi ho pyar magar kam hai daulat se thoda hai
Rab ne bhul se tere sine me patthar rakh chhod a hai
Kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
Rab ne bhul se tere sine me patthar rakh chhod a hai
Kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
Rab ne bhul se tere sine me

Mere hotho par mere dil ki fariyade aayi hai
Tere juthe pyar ki kitni jhuthi yaade aayi hai
Tere juthe pyar ki kitni jhuthi yaade aayi hai
Yaade aayi hai
Gujri huyi ruto ki janib wakt ye wapis dauda hai
Kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
Rab ne bhul se tere sine me

Ye tasvir hai aur kisi ki ye teri tasvir nahi
Tu ik mamuli ladki hai
Tu ranjhe ki heer nahi
Tu ranjhe ki heer nahi
Tune daulat ki khatir apne ranjhe ko chhod a hai
Kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
Rab ne bhul se tere sine me

Pyar bhare geeto ke mukhado se gehne banwaye hai
Mere tute dil ke tukdo se gehne banwaye hai
Mere khun se rang ke tune lal dupatta odha hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *