Ik Chehre Par Chehre Jaise Chehre Kitne Hain
Kaun Bataaye Tere Kitne
Mere Kitne Hain
Main Teri Aankhon Se Aise Phisal Jaau
Giru Main Dil Mein Tere Aur Yu Sambhal Jaau
Main Teri Aankhon Se Aise Phisal Jaau
Giru Main Dil Mein Tere Aur Yu Sambhal Jaau
Ye Ishq Maan Le Meri Ye Mannate Maangu
Dil Ishq Pur Chala
Main Bhala Kidhar Jaau
Ke Tere Ishq Mein Khud Se Guzar Gaya Hu Main
Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane
Ke Tere Ishq Mein Khud Se Guzar Gaya Hu Main
Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane
Jahan Ho Ishq Wahan Pe Talash Rehti Hai
Khushi Khushi Se Zara Si Udaas Rehti Hai
Jahan Ho Ishq Wahan Pe Talash Rehti Hai
Khushi Khushi Se Zara Si Udaas Rehti Hai
Ye Ishq Dariya
Yahan Pe Pyaas Rehti Hai
Khadi Kyun Raste Pe Har Saans Aas Rehti Hai
Utaar De Ise Jo Bhi Libaas Pehnau
Mera Libaas Tera Ishq
Main Kya Silwau
Kisi Se Keh Ke Ab Isi Ishq Ko Ye Kehlau
Tu Saamne Se Guzar Aur Main Behal Jaau
Ke Tere Ishq Mein Khud Se Guzar Gaya Hu Main
Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane
Ke Tere Ishq Mein Khud Se Guzar Gaya Hu Main
Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane
Ishq Nihatha Ladta Jaaye
Jung Lage Talwaare
Ishq Ke Haath Laga Dil Rakhe
Baaki Dil Bekaare
Ye Ishq Jaa Hai To Khud Mod
Mod Mud Jaaye
Ye Ishq Tod Ke Jode To Jod Jud Jaaye
Ye Ishq Jaa Hai To Khud Mod
Mod Mud Jaaye
Ye Ishq Tod Ke Jode To Jod Jud Jaaye
Basaa Basaya Shehar Ka Shehar Ujad Jaaye
Hari Rahe Wo Kalaayi Jise Pakad Jaaye
Bujha Bujha Ke Jise Baar Baar Dehkaau
Main Pehle Meri Ye May To Kahin Pe Phenk Aau
Phir Ek Din Ye Mera Khalipan Tehal Jaau
Jo Taj-e-ishq Ho Aise Kisi Mehal Jaau
Ke Tere Ishq Mein Khud Se Guzar Gaya Hu Main
Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane
Ke Tere Ishq Mein Khud Se Guzar Gaya Hu Main
Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane Rab Jaane
Jaane Jaane
Rab Jaane Song Lyrics from the movie/album Back 2 Love released in the year 2018. The song Rab Jaane was sung by Rahat Fateh Ali Khan. The music was given by Sahir Ali Bagga. The lyrics were Penned by Imran Raza
Share your thoughts