Raaz Ki Baat Keh Gaya Chehra Lyrics  | Aashiyan | Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas | Anuradha Paudwal | Lalit Sen, Parvez Akhtar

Raaz Ki Baat Keh Gaya Chehra Lyrics | Aashiyan | Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas | Anuradha Paudwal | Lalit Sen, Parvez Akhtar

Raaz ki baat keh gaya chehra
Raaz ki baat keh gaya chehra
Ban gaya dil ka aaina chehra
Raaz ki baat keh gaya chehra

Aaj ka din haseen ghujrega
Aaj ka din haseen ghujrega
Aaj ka din haseen ghujrega
Subah dekha aap ka chehra
Subah dekha aap ka chehra
Ban gaya dil ka aaina chehra
Raaz ki baat keh gaya chehra

Aap ghar kar gaye hain aankho mein
Aap ghar kar gaye hain aankho mein
Aap ghar kar gaye hain aankho mein
Kaise dekhenge dusra chehra
Kaise dekhenge dusra chehra
Ban gaya dil ka aaina chehra
Raaz ki baat keh gaya chehra

Dil ke khamosh taar chhed gaya
Dil ke khamosh taar chhed gaya
Dil ke khamosh taar chhed gaya
Ghun ghunata ye bolata chehra
Ghun ghunata ye bolata chehra
Ban gaya dil ka aaina chehra
Raaz ki baat keh gaya chehra
Raaz ki baat keh gaya chehra
Ban gaya dil ka aaina chehra
Raaz ki baat keh gaya chehra.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *