Raaton Mein Gar Na Lyrics  | Deewangee | Anuradha Paudwal, Chandan Dass | Chandan Dass | Lalit Sen

Raaton Mein Gar Na Lyrics | Deewangee | Anuradha Paudwal, Chandan Dass | Chandan Dass | Lalit Sen

Raaton mein gar na
Ashq bahaun to kya karun
Raaton mein gar na
Ashq bahaun to kya karun
Yaro main usko
Bhul na paaun to kyaa karun
Raaton mein gar na
Ashq bahaun to kya karun
Raaton mein gar na
Ashq bahaun to kya karun

Maine suna hain
Unako andhere nahi pasand
Maine suna hain
Unako andhere nahi pasand
Maine suna hain
Unako andhere nahi pasand
Raaho mein ab main
Dil na jhalu to kyaa karun
Raaho mein ab main
Dil na jhalu to kyaa karun
Yaro main usko
Bhul na paaun to kyaa karun
Raaton mein gar na
Ashq bahaun to kya karun

Tumhi kahon ke chhod de
Jab zindagi bhi saath
Tumhi kahon ke chhod de
Jab zindagi bhi saath
Tumhi kahon ke chhod de
Jab zindagi bhi saath
Phir mot ko gale
Na lagau to kyaa karun
Phir mot ko gale
Na lagau to kyaa karun
Yaro main usko bhul
Na paaun to kyaa karun
Raaton mein gar
Na ashq bahaun to kya karun

Socha thaa chhodunga
Main uski gali murad
Socha thaa chhodunga
Main uski gali murad
Socha thaa chhodunga
Main uski gali murad
Lekin kahin karaar
Paaun to kyaa karun
Lekin kahin karaar
Paaun to kyaa karun
Yaro main usko bhul
Na paaun to kyaa karun
Raaton mein gar na
Ashq bahaun to kya karun
Raaton mein gar na
Ashq bahaun to kya karun.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *