Raat Jashan Ki Lyrics | Vivek Mishraa, Kanchan Meena

Raat Jashan Ki Lyrics | Vivek Mishraa, Kanchan Meena

Allah!!

Aaj ki raat jashan ki
Teri har baat jashan si
Dekh tujhko ye lagta
Hain mulakat jashan ki

Aaj ki raat jashan ki
Teri har baat jashan si
Dekh tujhko ye lagta
Hain mulakat jashan ki

Mera dil samunder aake
Tere saamne jab hain dola
Jabb ishq juba se
Tune mujhko ghola

Meri ankhiyo ne dekha tujhko
To bharka kyun ye shola
Tune ishq juba se
Jaane kya kuch bola

Mere sarkar yaar yaar yaar
Yaar pyar hai tuhi
Mere dil ka karar yaar yaar
Yaar hain tuhi

Tu bass yun saath saath
Saath mere yaar rehna bass
Ye dil di maar maar maar
Maar yaar tera hi

Habibi!!

Rang galliyon ka main sehjada
Tu pari aasman ki
Husn mera sabse aala hain
Kher ho iss jahan ki

Rang galliyon ka main sehjada
Tu pari aasman ki
Husn mera sabse aala hain
Kher ho iss jahan ki

Ishq tera kare barbaad
Chahe nikle mera damm

Ho raho main abb
Bikhre chahe angriya shola
Tune door mohabbat wala
Mujhpe khola

Mera dil samunder aake
Tere saamne tabb hain bola
Jab ishq juba se
Tune mujhko bola

Mere sarkar yaar yaar yaar
Yaar pyar hai tuhi
Mere dil ka karar yaar yaar
Yaar hain tuhi

Tu bass yun saath saath
Saath mere yaar rehna bass
Ye dil di maar maar maar
Maar yaar tera hi

Mere sarkar yaar yaar yaar
Yaar pyar hai tuhi
Mere dil ka karar yaar yaar
Yaar hain tuhi

Tu bass yun saath saath
Saath mere yaar rehna bass
Ye dil di maar maar maar
Maar yaar tera hi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *