Raat Hai Song Lyrics from the movie/album Saadgi (Album) released in the year 2018. The song Raat Hai was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Mayuresh Pai. The lyrics were Penned by Javed Akhtar

Raat Hai Lyrics

Raat Hai Chandni Hai
Khushboo Hai
Raat Hai Chandni Hai
Khushboo Hai
Kya Kahu Inse Main
Kahan Tu Hai
Raat Hai Chandni Hai
Khushboo Hai

Tu Nahin Hai Magar
Yahin Hai Tu
Tu Nahin Hai Magar
Yahin Hai Tu
Tu Nahin Hai Magar
Yahin Hai Tu
Is Mohabbat Mein Ye Bhi Jaadu Hai
Is Mohabbat Mein Ye Bhi Jaadu Hai
Kya Kahu Inse Main
Kahan Tu Hai
Raat Hai Chandni Hai
Khushboo Hai

Khamoshi Ka Naqab Odhe Huye
Khamoshi Ka Naqab Odhe Huye
Teri Aawaz Jaise Harsu Hai
Teri Aawaz Jaise Harsu Hai
Kya Kahu Inse Main
Kahan Tu Hai
Raat Hai Chandni Hai
Khushboo Hai

Aake Palkon Se Chun Le Ye Moti
Aake Palkon Se Chun Le Ye Moti
Aake Palkon Se Chun Le Ye Moti
Sab Ki Nazron Mein To Ye Aansu Hai
Sab Ki Nazron Mein To Ye Aansu Hai
Kya Kahu Inse Main
Kahan Tu Hai
Raat Hai Chandni Hai
Khushboo Hai

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hit songs, Mangeshkar, Lata mangeshkar; suresh wadkar, Is mod se jaate hain with lyrics, Lata mangeshkar classic songs, Best of lata mangeshkar, Kanha kanha aan padi main tere dwar lata mangeshkar, Lata mangeshkar kanha kanha aan padi main tere dwar, Kishore kumar lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar sad songs, Best of lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hits, Kanha kanha aan padi main tere dwar lyrics