Raahi Naye Naye Raasta Naya Naya Lyrics | Anand Ashram | Kishore Kumar | Shyamal Mitra

Raahi Naye Naye Raasta Naya Naya Lyrics | Anand Ashram | Kishore Kumar | Shyamal Mitra

Ha aa ha lala la ha ha
Rahi naye naye rasta naya naya
Rahi naye naye rasta naya naya
Tum na badli me na badla sab kuch badal gaya
Rahi naye naye rasta naya naya

Yaad suhani bachpan ki
Pathar pe khichi rekha
Yaad suhani bachpan ki
Pathar pe khichi rekha
Pahla pahla pyar dilo se mitate nahi dekha
Tufan samay ke buja na sake ye dip jala to jala
Tum na badli me na badala sab kuch badal gaya
Rahi naye naye rasta naya naya
Rahi naye naye rasta naya naya

Vaqt ke sath badal jaye
Usse pyar nahi kahte
Vaqt ke sath badal jaye
Usse pyar nahi kahte
Jo har modh pe mudh jaye
Usse yaar nahi kahte
Yaar vahi jo sathi banke
Dukh me sath chala
Tum na badli me na badala sab kuch badal gaya
Rahi naye naye rasta naya naya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *