??dekha Jo Tujhe Maine Ye Kya Ho Gaya
Barso Jo Hua Na Tha
Ek Pal Me Ho Gaya
Nazre Mili Dil Guftagu Karne Lage Kuch Is Tarah
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyar Ho Gaya
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Ho Chori Se Hame Nihare
Zulfe Jaise Woh Sanware
Kaatilana Uski Hai Adaa
Nigaahe Zara Sambhalo
Dil Pe Mere Kuch Reham Ho
Mera Dil Bhi Mera Na Raha
Ab Raat Din Aur Chaaro Peher
Is Zamin Pe Meri Jannat Hai
Is Baat Ka Humko Gurur Hai
Main Tera Hu Tu Meri Hai
Nazre Mili Dil Guftagu Karne Lage Kuch Is Tarah
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyar Ho Gaya
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Haal-e-dil Tumhe Batana
Begana Sa Ab Zamana
Fursat Hai Tumse Ab Kaha
Jabse Mujhko Tum Mile Ho
Zindagi Meri Tumhi Ho
Rab Se Bhi Maangu Ab Main Kya
Zindagi Roshan Tujhse
Noor-e-jahan Tu Mera Hai
Tu Dua Hai Meri Jaan Le
Tu Hi To Meri Mannat Hai
Nazre Mili Dil Guftagu Karne Lage Kuch Is Tarah
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyar Ho Gaya
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Raabta Tujhse Raha Pichhale Janam Mera Koi
Dekhte Hi Dil Ne Kaha Tu Hai Mera
Begana Nahi
Raabta Tujhse Raha Song Lyrics from the movie/album Yeh Hai Judgement Hanged Till Death released in the year 2018 starring Nishant Kumar, Neetu Wadhwa. The song Raabta Tujhse Raha was sung by Aman Trikha. This movie/album was directed by Mann Kumar. The music was given by Mahesh Rakesh. The lyrics were Penned by Rakesh Kharvi
Share your thoughts