Qudrat Ke Vasulo Mein Badal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Vasulo Mein Badal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Hua Hain Wahi Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Vasulo Mein
Har Jhil Mein Pani Hai
Har Ek Jhil Mein Nahre
Har Jhil Mein Pani Hai
Har Ek Jhil Mein Nahre
Har Ek Jhil Mein Nahre
Phir Sabke Muqaddar Mein
Kanwal Kyun Nahi Hota
Phir Sab Ke Muqaddar Mein
Kanwal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Hua Hain Wahi Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Vasulo Mein
Jab Us Ne Hi Duniya Ka
Ye Deewan Likha Hain
Jab Us Ne Hi Duniya Ka
Ye Deewan Likha Hain
Ye Deewan Likha Hain
Har Aadmi Pyari Si Ghazal Kyun Nahi Hota
Har Aadmi Pyari Si Ghazal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Hua Hain Wahi Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Vasulo Mein
Har Baar Na Milne Ki
Kasam Khake Mile Hum
Har Baar Na Milne Ki
Kasam Khake Mile Hum
Kasam Khake Mile Hum
Apne Hi Irado Pe Amal Kyun Nahi Hota
Apne Hi Irado Pe Amal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Hua Hain Wahi Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Vasulo Mein Badal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Vasulo Mein
Qudrat Ke Usoolo Me Song Lyrics from the movie/album Mahek (Pankaj Udhas) released in the year 2018. The song Qudrat Ke Usoolo Me was sung by Pankaj Udhas. The music was given by Ali Ghani. The lyrics were Penned by Hasti Mal Hasti
Share your thoughts