Qudrat Ke Song Lyrics from the movie/album Mahek released in the year 2016 starring Pankaj Udhas. The song Qudrat Ke was sung by Pankaj Udhas. The music was given by Ali Ghani. The music rights for song purely belongs to T-Series

Qudrat Ke Lyrics

Qudrat Ke Asulo Mein
Badal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Asulo Mein
Badal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Huaa Hain Wohi
Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Asulo Mein

Har Jheel Mein Paani Hain
Har Ek Jheel Mein Nehare
Har Jheel Mein Paani Hain
Har Ek Jheel Mein Lehare
Har Ek Jheel Mein Lehare
Phir Sab Ke Muqaddar Mein
Kamal Kyun Nahi Hota
Phir Sab Ke Muqaddar Mein
Kamal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Huaa Hain Wohi
Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Asulo Mein

Jab Usi Ne Hi Duniya Ka
Ye Deewan Likha Hain
Jab Usi Ne Hi Duniya Ka
Ye Deewan Likha Hain
Ye Deewan Likha Hain
Har Aadami Pyaari Si
Ghazal Kyun Nahi Hota
Har Aadami Pyaari Si
Ghazal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Huaa Hain Wohi
Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Asulo Mein

Har Baar Na Milne Ki
Kasam Khaake Mile Hum
Har Baar Na Milne Ki
Kasam Khaake Mile Hum
Kasam Khaake Mile Hum
Apne Hi Iraado Pe
Amal Kyun Nahi Hota
Apne Hi Iraado Pe
Amal Kyun Nahi Hota
Jo Aaj Huaa Hain Wohi
Kal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Asulo Mein

Qudrat Ke Asulo Mein
Badal Kyun Nahi Hota
Qudrat Ke Asulo Mein.

Share your thoughts

Mahek pankaj udhas, Hit ghazals pankaj udhas, Pankaj udhas album songs, Pankaj udhas video songs, Pankaj udhas (film actor), Udhas, Pankaj, Pankaj udhas, Chupke chupke pankaj udhas, Pankaj udhas chupke chupke hd, Mahek, The legend forever - pankaj udhas - vol.2, Mehek, Ali ghani pariwaar, Saaya bankar saath chalenge, Pakaj udas with ali tejrasar, Pankaj mistry, Qudrat ke usoolon mein, Ali ghani tejrasar, Chudail kahani, Kahani, Ali ghani with anop jalota