Qayamat Ka Naam Kiska Song Lyrics from the movie/album Inteqaam Ki Aag released in the year 2018 starring Ashok Kumar, Vinod Mehra. The song Qayamat Ka Naam Kiska was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Shiv Kumar. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Indeevar

Qayamat Ka Naam Kiska Lyrics

Sambhal Jaao Badhe Aate Hai Mandraate Hue Saaye
Ye Vo Aasaar Hai Yaaro Kayamat Jisko Kehte Hai
Jawani Ke Nashe Me Chur Hai
Apni Bala Jaane
Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai

Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai
Jara Thehro Batati Hun
Udhar Tum Dil Ko Thamo Main Idhar Parda Utati Hun
Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai
Udhar Tum Dil Ko Thamo Main Idhar Parda Utati Hun
Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai
Udhar Tum Dil Ko Thamo Main Idhar Parda Utati Hun
Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai
Hum Aashik Hai Hasino Ke
Kaza Se Pyaar Karte Hai
Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai
Hum Aashik Hai Hasino Ke
Kaza Se Pyaar Karte Hai
Kayamat Naam Hai Kiska

Allah
Ya Habibi
Ye Ada Subhan Allah
Dliruba Subhan Allah
Marhawa Subhan Allah
Kya Kehne Subhan Allah

Jamane Me Mujhe Sab Aag Ki Barsaat Kehte Hai
Main Vo ? Jisko Log Aurat Jaat Kehte Hai
Agar Baadal Nahi Hota To Fir Barsaat Kya Hoti
Bina Mardo Ke Duniya Me Tu Aurat Jaat Kya Hoti
Meri Chitvan
Meri Shokhi
Mera Andaaz To Dekho
Khanak Chudi Ki
Payal Ki Hasin Aawaz To Dekho
Nigaah-e-ishk Ne Dekha To Tumko Shokhiya Aai
Dil-e-aashik Ne Hi Baanki Adyaein Tumko Sikhlaai

Humare Hi Liye To Ye
Humare Hi Liye To Ye Hasin Gesu Sanwarte Hai
Hum Aashik Hai Hasino Ke
Kaza Se Pyaar Karte Hai
Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai
Hum Aashik Hai Hasino Ke
Kaza Se Pyaar Karte Hai
Kayamat Naam Hai Kiska

Allah
Ya Habibi
Ye Ada Subhan Allah
Dliruba Subhan Allah
Marhawa Subhan Allah
Kya Kehne Subhan Allah

Main Rasiya Husn Ke Gulshan Ka Bhanwra Naam Hai Mera
Hasino Ki Taraf Dil Fenkna Bas Kaam Hai Mera
Ho Tum Dil Fek Aashik
Hum Dilo Ko Tod Dete Hai
Jo Aaye Zid Pe To Hum Rukh Hawa Ka Mod Dete Hai
Humaare Dilnashe Maashuk Chehro Par Na Jaao Tum
Ye Dil To Dil Hai Diwaano
Ab Apni Jaan Bachaao Tum
Hasino Hum Tumhaare Hai
Ye Jaan-o-dil Tumhaare Hai
Ke Duniya Me Hasin Humko
Humare Ja Se Pyaar Hai

Tumhara Hausla Kya Hai
Tumhara Hausla Kya Hai
Abhi Main Aazmaati Hun
Udhar Tum Dil Ko Thamo Main Idhar Parda Utati Hun
Kayamat Naam Hai Kiska
Kayamat Kisko Kehte Hai
Udhar Tum Dil Ko Thamo Main Idhar Parda Utati Hun
Kayamat Naam Hai Kiska

Allah
Ya Habibi
Marhawa Subhan Allah
Kya Kehne Subhan Allah
Ye Ada Subhan Allah
Dliruba Subhan Allah

Allah
Ya Habibi
Ke Hum Patthar Hai
Humpe To Asar Karte Nahi Naale
Mera Shish-e-dil Patthar Ko Chaknachur Kar Daale
Na Uljho Hum Hasino Se
Chale Jaao Bura Hoga
Fakat Ek Jaan Hi Jaayegi Jaaye Aur Kya Hoga
Karo Na Waqt Jaya Kar Ke Yun Takraar Ki Baaten
Jo Karna Hai Karo Chhodo Sabhi Bekaar Ki Baaten
Inhi Bekaar Baaton Me Ganva Baithe Jawani Hum
Nasihat Humse Lo Ke Hai
Tazurbe Ki Nishaani Hum

Aji Kibla Tumhari Baat Sar Aankho Pe Dharte Hai
Ye Jhagda Chhod Kar Tum Jo Bhi
Kehte Ho Vo Karte Hai
Aji Kibla Tumhari Baat Sar Aankho Pe Dharte Hai
Ye Jhagda Chhod Kar Tum Jo Bhi
Kehte Ho Vo Karte Hai
Allah
Ya Habibi

Share your thoughts

Shankar jaikishan, Shankar jaikishan songs, Best of shankar jaikishan, Mohammed rafi, Mohammed rafi and asha bhosle, Best shankar jaikishan, Shankar jaikishan hits, Shankar jaikishan popular songs, Qayamat kisko kehte hai, Lyrics, Asha bhosle, Asha bhosle songs, Jaikishan, Discuss: kishore kumar vs mohammed rafi, Shankar, Kishore kumar tum bhi chalo hum bhi chale lyrics, Mohammad rafi hit songs, Jab pyar kisise hota hai lyrics, Jab pyar kisise hota hai with lyrics