Pyasi Dharti Tujhe Pukare
Ganga Jal Ko Tarse
Tumhe Kasam Un Balidano Ki
Utro Maa Amber Se
Utro Maa Amber Se
Teri Shakti Se Bhagirath Ki Bhakti Aaj Ladegi
Teri Shakti Se Bhagirath Ki Bhakti Aaj Ladegi
Meri Aan Hathili Hai Maa Tujhko Nibhani Padegi
Swarg Se Utro Dhara Par Punaymayi Vasundhara Par
Swarg Se Utro Dhara Par Punaymayi Vasundhara Par
Maa Gange Maa Gange Maa Gange
Maa Gange Maa Gange
Karu Main Tumhari Aaradhna
Safal Karo Meri Saadhna
Tirath Ban Aao Gange
Lahrao Taral Tarange
Karu Main Tumhari Aaradhna
Meri Prathna Aaj Gagan Ki
Chhati Chir Chadhegi
Meri Aan Hathili Hai Maa
Tujhko Nibhani Padegi
Swarg Se Utro Dhara Par
Punaymayi Vasundhara Par
Swarg Se Utro Dhara Par
Punaymayi Vasundhara Par
Maa Gange Maa Gange Maa Gange
Maa Gange Maa Gange
Bhasm Jo Ho Gaye Shrap Se Na Jane Kis Paap Se
Maiya Tere Bin Aaye Unhe Mukti Kaun Dilaye
Bhasm Jo Ho Gaye Shrap Se
Aaj Agar Na Aayi To Phir Apni Baat Badhegi
Meri Aan Hathili Hai Maa Tujhko Nibhani Padegi
Swarg Se Utro Dhara Par Punaymayi Vasundhara Par
Swarg Se Utro Dhara Par Punaymayi Vasundhara Par
Teri Shakti Se Bhagirath Ki Bhakti Aaj Ladegi
Meri Aan Hathili Hai Maa Tujhko Nibhani Padegi
Swarg Se Utro Dhara Par Punaymayi Vasundhara Par
Swarg Se Utro Dhara Par Punaymayi Vasundhara Par
Maa Gange Maa Gange Maa Gange
Maa Gange Maa Gange
Jhar Jhar Jhar Jhar Dharti
Jhar Jhar Jhar Jhar Dharti
Utro Gang Bharke Tarang
Ujwal Kar Do Dharti Ka Rang
Himgir Par Dekho Raho Gaaj
Dam Dam Dam Dam Damru Raha Baaj
Aao Ambar Se Dol Dol
Shiv Sambhu Khade Hai Jata Khol
Swagat Kar Tujhe Mana Lenge
Tujhe Apni Jata Me Sama Lenge
Maa Kal Kal Chhal Chhal
Apna Nirmal Jal Chhalkati Aao
Chattano Pashano Par Nij Dhara Lahrati Aao
Yug Yug Se Pyasi Dharti Ki Maa Pyas Bujhane Aao
Is Bhakt Bhagirath Ke Bharat Ko Bhavay Banane Aao
Bhavay Banane Aao
Har Har Gange Maa Gange
Har Har Gange Maa Gange
Har Har Gange Maa Gange
Har Har Gange Maa Gange
Pyasi Dharti Tujhe Pukare Song Lyrics from the movie/album Har Har Gange released in the year 2018 starring Ashish Kumar, Anjana. The song Pyasi Dharti Tujhe Pukare was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Babubhai Mistri. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Bharat Vyas
Share your thoughts