Pyar Se Aise Na Humme Dekho (2) Lyrics | Mumbai Salsa | Amit Kumar | Adnan Sami

Pyar Se Aise Na Humme Dekho (2) Lyrics | Mumbai Salsa | Amit Kumar | Adnan Sami

Mar jaye

Mar jaye

Pyaar se aise na humme dekho – 2
Ke kahin na hum mar jaye – 2
Jadoo nazro se na chalao
Is trah se na muskurao
Ke mohabat na kar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Pyaar se aise na humme dekho – 2
Ke kahin na hum mar jaye haaye
Ke kahin na hum mar jaye

Yeh ishara jo tune kiya hai
Is ishare per sab kuch fida hai
Band hoton ki sargoshiiyan
Keh rahi kuch to khamoshiyan
Tehri saaasein hai
Tez dhadkan hai
Kya batayein hum kaisi uljhan hai
Tehri saaasein hai
Tez dhadkan hai
Kya batayein hum kya hua
Dil ke shoolon ko yun na bhadkaao- 2
Ke kahin na hum mar jaaye – 2
Pyaar se aise na humme dekho – 2
Ke kahin na hum haaye mar jaye
Mar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Everytime i try to walk away
But love for you just makes me wana stay
I think abt you baby everyday
There’ s so much in my heart i need to say
Kya hasin dil nashi silsila hai
Saath jab se tumhra mila hai
Sabrr jaga hai ehsaas mein
Sirf tum ho nayi pyaas mein
Dard doori ka na saha jaye
Haal kaissa hai na kaha jaye
Dard doori ka na saha jaye
Haal kaissa hai kya pata
Paaas aajao yun na tadpao – 2
Ki kahin na hum mar jaayen – 2
Jadoo nazro se na chalao
Is trah se na muskurao
Ke mohabat na kar jaye
Ke kahin na hum mar jaye
Pyaar se aise na humme dekho – 2
Ke kahin na hum mar jaye-2
Mar jaye
Mar jaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *