Pyar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai Lyrics  | Woh 7 Din | Anil Kapoor, Padmini Kolhapure | Lata Mangeshkar | Laxmikant-Pyarelal

Pyar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai Lyrics | Woh 7 Din | Anil Kapoor, Padmini Kolhapure | Lata Mangeshkar | Laxmikant-Pyarelal

Pyar kiya nahi jata ho jata hai – 2
Dil diya nahi jata kho jata hai – 2
Pyar kiya nahi jata ho jata hai

(Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Dil diya nahi jata kho jata hai) – (2)
Pyar pe jor nahi koi nende hajaro mai khoi – 2
Aa kar dil ki bato me lambi lambi rato mai
Premi jagte rahte hai isliye to kahte hai ki
(Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Dil diya nahi jata kho jata hai) – (2)
Dil ka bandhan aisa hai dil ka bandhan aisa hai
Haal na puchho kaisa hai
Jaan hamari jate hai yaad tumhari aati hai
Yaad tumhari aati hai

Aankh se aasu bahte hai isliye to kahte hai ki
(Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Dil diya nahi jata kho jata hai) – (2)
In jhulo ke mausam me in phulo ke mausam me – 2
Kate pyar chubho ta hai dard jigar mai hota hai
Hans kar hum sab sahe lete hai isliye to kahte hai ki
(Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Dil diya nahi jata kho jata hai) – (3)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *