Pyar Kis Se Kare Song Lyrics from the movie/album Ram Aur Shyam released in the year 2018 starring Samrat, Manek Bedi. The song Pyar Kis Se Kare was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Raju Mavani. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by noor

Pyar Kis Se Kare Lyrics

He Was There
She Was There
There Was Love In The Air
The First Look
The First Touch
The First Smile
I Love You I Swe

Pyaar Kis Se Kare Koi Jachta Nahi
Pyaar Kis Se Kare Koi Jachta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi
Pyaar Kis Se Kare Koi Jachta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi

Piti Hai Dil Ka Lahu Aashiki
Tamasha Ae Yaaro Nahi Aashiki
Mohabbat Ki Duniya Hai Sabse Juda
Mohabbat Ibaddat Mohabbat Khuda
Piti Hai Dil Ka Lahu Aashiki
Tamasha Ae Yaaro Nahi Aashiki
Mohabbat Ki Duniya Hai Sabse Juda
Mohabbat Ibaddat Mohabbat Khuda
Mohabbat Bina Koi Sajta Nahi
Ishq Na Ho To Ghar Dil Ka Basta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi

Ye Aankhe Ye Palke Diwana Kare
Apno Se Dekho Begana Kare
Seene Me Dil Hai Dhadkega Dil
Jaanam Se Milne Ko Tadpega Dil
Ye Aankhe Ye Palke Diwana Kare
Apno Se Dekho Begana Kare
Seene Me Dil Hai Dhadkega Dil
Jaanam Se Milne Ko Tadpega Dil
Sambhale Se Dil Ye Sambhalta Nahi
Laakh Samjhaya Dil Ko Samjhta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi

Pyaar Kis Se Kare Koi Jachta Nahi
Haan Magar Pyaar Se Koi Bachta Nahi
He Was There
She Was There
There Was Love In The Air
The First Look
The First Touch
The First Smile
I Love You I Swe
I Love You I Swe

Share your thoughts

Alka yagnik, Kumar sanu, Alka yagnik songs, Kumar sanu songs, Anu malik songs, Kumar sanu alka yagnik, Alka yagnik & kumar sanu, Kumar sanu and alka yagnik romantic songs, Anu malik, Alka yagnik sad song, Kishore kumar romantic songs, 90's romantic song by alka yagnik, Dosti karte nahi dosti ho jati hai lyrics, Sameer lyrics, Alka yagnik and udit narayan songs, Alka yagnik ke gane, Tujhe pyar karte karte naajayaz, Tujhe pyar karte karte, Akshay kumar songs