Pyar ki jis jagah kami hogi – 2
Chand hoga na chandni hogi – 2
Pyar ki jis jagah kami hogi
Tum hamare ho ham tumhare hai – 2
Geet ke saath ragani hogi – 2
Chand hoga na chandni hogi
Pyar ki jis jagah kami hogi
Tumse chhut kar bhi yu to ji lenge – 2
Jindgi me magar kami hogi – 2
Chand hoga na chandni hogi
Pyar ki jis jagah kami hogi
Ashak alfaj me nahi dhalte – 2
Ro na paye to shayri hogi – 2
Chand hoga na chandni hogi
Pyar ki jis jagah kami hogi
Bewafa aapko kahu kaise – 2
Meri takdir hi buri hogi – 2
(Chand hoga na chandni hogi
Pyar ki jis jagah kami hogi) – (2)
