Pyar Ki Duniya Tu Lyrics  | Kanoon Ki Zanjeer | Dharmendra, Jaya Prada | Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz

Pyar Ki Duniya Tu Lyrics | Kanoon Ki Zanjeer | Dharmendra, Jaya Prada | Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz

Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya tu
Dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya tu
Dil ki tamanna tu

Hum pe dil kisliye aa gaya
Chulbula pan tera bha gaya
Hum pe dil kisliye aa gaya
Chulbula pan tera bha gaya
Tuhi wo khazana hain
Dil jiska deewana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu

Chahiye aur kya yar se
Rakhna bas tu mujhe pyar se
Chahiye aur kya yar se
Rakhna bas tu mujhe pyar se
Tere ghar hi jana hain
Jake phir na aana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Jine ka bahana hain
Sapna suhana hain
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu
Pyar ki duniya
Tu dil ki tamanna tu.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *