Pyar Ke Daman Se Lipte Song Lyrics from the movie/album Char Dervesh released in the year 2016 starring Feroz Khan, Saeeda Khan. The song Pyar Ke Daman Se Lipte was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Homi Wadia. The music was given by G.S. Kohli. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Pyar Ke Daman Se Lipte Lyrics

Pyar Ke Daman Se Lipte
Hum Kaha Tak Aa Gaye
Hum Nazar Tak Chahte The
Tum To Dil Par Chha Gaye
Pyar Ke Daman Se Lipte
Hum Kaha Tak Aa Gaye
Hum Nazar Tak Chahte The
Tum To Dil Par Chha Gaye
Pyar Ke Daman Se Lipte

Ik Sunahri Rat Ka
Saya Hamare Sar Pe Hai
Ik Sunahri Rat Ka
Saya Hamare Sar Pe Hai
Bich Gayi Raho Me Kaliya
Dil Hasi Manjar Pe Hai
Aaj Apni Hi Ada Se
Aap Kyu Sarma Gaye
Hum Nazar Tak Chahte The
Tum To Dil Par Chha Gaye
Pyar Ke Daman Se Lipte

Kya Hua Jadu Jami Par
Ab Nahi Padte Kadam
Kya Hua Jadu Jami Par
Ab Nahi Padte Kadam
Pyar Ke Najuk Paro Par
Ud Rahe Do Dil Sanam
Ek Nazar Me Hum Jami Se
Aasma Tak Aa Gaye
Hum Nazar Tak Chahte The
Tum To Dil Par Chha Gaye
Pyar Ke Daman Se Lipte

Jane Ja Ja Ki Kasam
Tum Par Ye Ja Kurban Hai
Jane Ja Ja Ki Kasam
Tum Par Ye Ja Kurban Hai
Tauba Tauba Aapki Bato Se
Dil Hairan Hai
Raz Dil Ke Aaj Aakhir
Is Juba Tak Aa Gaye
Hum Nazar Tak Chahte The
Tum To Dil Par Chha Gaye
Pyar Ke Daman Se Lipte.

Share your thoughts

Pyaar ke daman se lipate, Feroz khan, Char darvesh, Char dervesh, Mohammad rafi, Mohammed, Sayeeda khan, G s kohli, G.s. kohli, Sayeeda, Char darvash, Romantic, Kumari, Amarnath, Kumari naaz, Fell in love with a girl, Khan, Comedy, W.m. khan, Producer, Feelings, Ratnamala, Asha bhosle, Jeevan kala, Historical, Mohd, Love, Film, Best, Mukri, Music, Asian, Indian, Sunder, Basant, Classic, Fantasy, Express, B.m. vyas, Song, Naaz, Director, Homi wadia