Pyar Ka Zamana Hai Ye Sama Suhana Hai Lyrics | Hamara Watan | Asha Bhosle | Hemant Kumar

Pyar Ka Zamana Hai Ye Sama Suhana Hai Lyrics | Hamara Watan | Asha Bhosle | Hemant Kumar

Pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
Jhum le ye khushi ka tarana hai
Pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
Jhum le ye khushi ka tarana hai
Pyar ka zamana hai

Raat suhani ye mausam bahar ka
Chhed de ye premi nagmaat hai pyaar ka
Raat suhani ye mausam bahar ka
Chhed de ye premi nagmaat hai pyaar ka
Jame mohabbat labo se laga le
Aaj har dil tera diwana hai
Pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
Jhum le ye khushi ka tarana hai
Pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
Jhum le ye khushi ka tarana hai
Pyar ka zamana hai

Aaj har shay pe chhayi jawani
Sari duniya hai humse begani
Aaj har shay pe chhayi jawani
Sari duniya hai humse begani
Meri najar se najar to mila le
Pass mere khushiyo ka khazana hai
Pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
Jhum le ye khushi ka tarana hai
Pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
Jhum le ye khushi ka tarana hai
Pyar ka zamana hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *