Pyar Ka Tere Pyar Ka Hasin Joban More Yaar Ka Lyrics | Billa Ranga | S P Balasubramaniam | Satyam

Pyar Ka Tere Pyar Ka Hasin Joban More Yaar Ka Lyrics | Billa Ranga | S P Balasubramaniam | Satyam

Pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka
Pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka

Meri ja machal ke gulbadan ban ja
Mohabat ko badan tarse baho me aaja
Jawani ki mahakti phulwari ban ja
Palko ki palki me dulhan ban ja
Fir baje sahnai gori dekho sharmai
Fir baje sahnai gori dekho sharmai
Meri jan bal khayi rang leke aayi
Pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka

Matwala banake matwali ban ja
Milake do badan mohabbat ban ja
Tu mujhse shadi karke gharwali banja
Nashili adao se aankho me shama ja
Masuk bal khaye balma muskaye
Masuk bal khaye balma muskaye
Najro ke teero se dil ghayal kar ja
Pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka
Pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka

MovieBilla Ranga
SingerS P Balasubramaniam
DirectorK S R Das
Music ComposerSatyam
Star CastChiranjeevi, Sapna Sushant, Mohan Babu, Radhika, Gopal Rao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *