Pyar Hua Chupke Se Song Lyrics from the movie/album 1942 A Love Story released in the year 2016 starring Anil Kapoor, Manisha Koyirala. The song Pyar Hua Chupke Se was sung by Kavita Krishnamurthy. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Javed Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Pyar Hua Chupke Se Lyrics

Dil Ne Kaha Chupke Se
Ye Kya Hua Chupke Se
(Kyon Naye Lag Rahe He Ye Dharti Gagan
Maine Pucha To Boli Ye Pagli Pawan
Pyar Hua Chupke Se
Ye Kya Hua Chupke Se) – (2)
Titliyo Se Suna
Titliyo Se Suna Maine Kissa Bagh Ka
Bagh Me Thi Ek Kali
Sharmily Unchuyi
Ek Din Manchala Bhanwara Aa Gaya
Khil Uthi Woh Kali Paya Roop Naya
Pochchti Thi Kali
Ye Mujhe Kya Hua
Phool Hansa Chupke Se
Pyar Hua Chupke Se

Maine Badal Se Kabhi – 2
Ye Kahani Thi Suni
Parvato Ki Ek Nadi
Milne Sagar Se Chali
Jhumti Ghumti Nachti Dolti
Kho Gayi Apne Sagar Me
Ja Ke Nadi Dekhne
Pyar Ki Aisi Jadugari
Chand Khila Chupke Se
Pyar Hua Chupke Se
Ye Kya Hua Chupke Se
Kyon Naye Lag Rahe He
Ye Dharti Gagan Maine
Pucha To Boli Ye Pagli Pawan
Pyar Hua Chupke Se
Ye Kya Hua Chupke Se
Kyon Naye Lag Rahe He
Ye Dharti Gagan Maine
Maine Pucha To Boli Ye Pagli Pawan

Share your thoughts

1942 a love story, Manisha koirala, Kavita krishnamurthy, 1942 a love story songs, Pyar hua chupke se, Anil kapoor, Pyaar hua chupke se, 1942 a love story full movie, Pyar hua chupke se lyrics, Manisha koirala |, 1942: a love story, 1942 love story, Kavita krishnamurthy songs, Pyar hua chupke se 1942 a love story, 1942 a love story anil kapoor songs, Anil kapoor 1942 a love story, Pyaar hua chupke se full song, Kavita krishnamurti, Manisha koirala hot