Pyar Aisa Hamara Tumhara Song Lyrics from the movie/album Pyar Ki Dastan released in the year 2018 starring Sudesh Kumar, Ameeta. The song Pyar Aisa Hamara Tumhara was sung by Suman Kalyanpur, Asha Bhosle. This movie/album was directed by D Devendra Goel, P L Santoshi. The music was given by Shaukat Dehlvi Nashad. The lyrics were Penned by Sarvar

Pyar Aisa Hamara Tumhara Lyrics

Pyar Aisa Pyar Aisa Pyar Aisa Hamara Tumhara
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Pyar Aisa Pyar Aisa Hamara Tumhara
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara

Nain Mere Tere Darshan Dewane Are Mai Hu Teri Bawaria
Tujko Meri Pyari Gujaria Lag Jae Meri Umariya
Ho Lag Jae Meri Umaria Mai Hu Teri
Mai Hu Teri Tu Hai Mera Sahara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara

Teri Hasi Par Waru Mai Tan Man Teri Khushi Par Ye Jeevan
Tere Liye Saari Duniya Ko Chodu Todu Na Behno Ka Bandhan
Pyar Dekhe Pyar Dekhe Zamana Hamara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara

Pyar Aisa Pyar Aisa Hamara Tumhara
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara

Armaan Bankar Oh Meri Gudiya Dil Me Sada Yu Hi Rahna
Tu Saaz Hai Mai Aawaz Teri Tu Jaan Mai Tan Hun Behna
Tu Jaan Mai Tan Hun Behna Kitna Sundar
Kitna Sundar Hai Nata Hamara
Ho Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara

Pyar Aisa Pyar Aisa Hamara Tumhara
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara Ho
Jaise Ganga Aur Jamuna Ki Dhara

Share your thoughts

Pyaar ki dastaan lyrics, Suman kalyanpur, Pyar aisa hamara tumhara, Pyaar ki dastan, Pyar aisa hamara tumhara by asha bhosle, Pyar ki dastan hai, Pyar ki dastan, Asha bhosle, Suman kalyanpur songs, Best of nashad, Nashad, Sudesh kumar, Asha bhosle superhit song, Tera muskurana bana ek fasana, Kahan chali re kahan chali, Niranjan sharma, Mohammed rafi songs romantic, Sab ka ustad, Lut gayaa mere sapanon kaa dera, Mastkalandr, Mohammad rafi song