Pyaas Liya Manwa Hamara Ye Tarse Lyrics | Mere Bhaiya | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Pyaas Liya Manwa Hamara Ye Tarse Lyrics | Mere Bhaiya | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Pyas liye manwa hamara ye tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaye ye pawan jiwan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara

Pyas liye manwa hamara ye tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaye ye pawan jiwan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara

Jane anjane karte rahe bhul hum
Chhune aaye hai charno ki ab dhul hum
Jane anjane karte rahe bhul hum
Chhune aaye hai charno ki ab dhul hum
Teri karuna mile buri ya bhali
Teri bagiya ke hai phul hum
Pyas liye manwa hamara ye tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaye ye pawan jiwan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara
Pyas liye manwa hamara ye tarse

Tumse hai bas hamari ye parathana
Le ke aaye hai hum to yahi kamana
Tumse hai bas hamari ye parathana
Le ke aaye hai hum to yahi kamana
Aisa vardan do tum gyan do
Rahe sab ke liye prem ki bhawana

Pyas liye manwa hamara ye tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaye ye pawan jiwan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara
Pyas liye manwa hamara ye tarse

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *