Pyaar Ka Jashn Lyrics | Pyaar Ka Jashn (Album) | Roop Kumar Rathod | Roop Kumar Rathod

Pyaar Ka Jashn Lyrics | Pyaar Ka Jashn (Album) | Roop Kumar Rathod | Roop Kumar Rathod

Pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga
Pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga

Meri gardan me
Teri sandli baaho ka ye haar
Abhi aansu the in aankho mein
Abhi itna khumar
Meri gardan me
Teri sandli baaho ka ye haar
Abhi aansu the in aankho mein
Abhi itna khumar
Main na kehta tha
Mere ghar mein bhi aayegi bahar
Shart itni thi ke pehle
Tujhe aana hoga
Pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga

Kaanpte hotho pe
Paimane wafa kya kehna
Tujhko laayi hai kahan
Lafzesifa kya kehna
Kaanpte hotho pe
Paimane wafa kya kehna
Tujhko laayi hai kahan
Lafzesifa kya kehna
Mere ghar mein tere mukhde ki ziya kya kehna
Aaj har ghar ka deeya
Mujhko jalana hoga
Pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga
Pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *