Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Kahta hai dil
Rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Kahta hai dil
Rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Kahta hai dil
Rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Kaho ki apni prit ka geet na badlega kabhi
Tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi
Pyar jo tuta
Saath jo chhuta
Jaan na chamkega kabhi
Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Kahta hai dil
Rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Raate daso dishaao se kahegi apni kahaniya
Geet hamaare pyaar ki doharaayegi jawaniya
Mai na rahungi
Tum na rahoge phir bhi rahegi nishaniya
Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Kahta hai dil
Rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Kahta hai dil
Rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil

