Na Maine Kuchh Kaha Hai
Na Usne Kuchh Suna Hai
Yeh Khwab Toh Akele
Meri Aankhon Ne Buna Hai
Tadap Hai Sirf Meri
Guroor Bas Mera Hai
Nahi Woh Ismein Shamil
Kasoor Bas Mera Hai
Toh Kya Hua Jo Haal
Woh Mera Nahi Samjhta
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Yeh Bahaar Ek Tarfaa
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Kabhi Din Hai Dhundhli Dhundhli
Kabhi Dhoop Jaisi Raatein
Koyi Sarphira Hi Samjhe
Yeh Sarphiri Si Baatein
Kayi Taufe Aur Duaein
Main Fizool Bhejti Hoon
Uski Taraf Se Khud Ko
Main Phool Bhejti Hoon
Ajeeb Sa Nasha Hai Yeh
Nasha Nahi Utarta
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Yeh Bahaar Ek Tarfaa
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Abhi Kal Hi Toh Mili Thi
Khwabon Ke Mod Par Woh
Bheega Tha Raat Bhar Main
Barsi Thi Raat Bhar Woh
Jadoo Hai Ek Aisa
Jo Main Hi Jaanta Hoon
Usko Chue Bina Bhi
Uske Gale Laga Hoon
Ab Uske Bin Na Ek Pal
Mera Kabhi Guzarta
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Yeh Bahaar Ek Tarfaa
Mera Pyaar Ek Tarfaa
Jismon Ka Faasala
Dilon Ki Duri To Nahi
Pehli Mohabbat Akhri Ho
Ye Jaruri To Nahi.
Pyaar Ek Tarfaa Song Lyrics released in the year 2021 starring Jasmin Bhasin, Amaal Mallik. The song Pyaar Ek Tarfaa was sung by Amaal Mallik, Shreya Ghoshal. The music was given by Amaal Mallik. The lyrics were Penned by Manoj Muntashir. The music rights for song purely belongs to Sony Music India
Share your thoughts