Purvayi Purvayi Song Lyrics from the movie/album Shanti Kranti released in the year 2018 starring Juhi Chawla, Khushboo. The song Purvayi Purvayi was sung by Alka Yagnik, S.P. Balasubramaniam. This movie/album was directed by V. Ravichandran. The music was given by Hamsalekha. The lyrics were Penned by Indeevar

Purvayi Purvayi Lyrics

Purvaai Purvaai
Pyaar Ki Ye Purvaai
Jiwan Me Tan Man Me
Jisne Aag Bhadkaai
Aakar Do Jawa Pyaar Se Mile
Khil Khil Ke
Khil Khil Ke
Khil Khil Ke
Pyaar Ke Silsile Badhne Lage
Mil Mil Ke
Mil Mil Ke
Mil Mil Ke
Purvaai Purvaai
Pyaar Ki Ye Purvaai
Jiwan Me Tan Man Me
Jisne Aag Bhadkaai

Khushbu Hi Khushbu Hai
Mehak Mehak Utha Chaman Chaman
Masti Hai Mausam Ki
Behak Behak Utha Badan Badan
Tera Hone Ko
Tujhme Khone Ko
Bole Hawa
Pagal Hawa

Barsaate
Barsaate
Thandi Thandi Barsaate
Gori Bin Saajan Ki
Kaise Katengi Raate
Aakar Do Jawa Pyaar Se Mile
Khil Khil Ke
Khil Khil Ke
Khil Khil Ke
Paani Aur Jawani Bijli Ban Gaye
Mil Mil Ke
Mil Mil Ke
Mil Mil Ke
Barsaate
Barsaate
Thandi Thandi Barsaate
Saajan Bina Gori Ki
Kaise Katengi Raate

Saanso Ko Saanso Ki
Agar Agan Mile Zara Zara
Hontho Ko Hontho Ka
Madhur Milan Mile Zara Zara
Sang Sang Tere
Lag Ke Ang Tere
Barkha Tale
Chahat Pale

Kohra Kohra
Chadar Jaisa Kohra
Mile Hum Mile Tum
Dekhe Na Koi Chehra
Aakar Do Jawa Pyaar Se Mile
Khil Khil Ke
Khil Khil Ke
Khil Khil Ke
Chir Ke Har Diwaar Paas Aa Gaye
Manjil Ke
Manjil Ke
Manjil Ke
Kohra Kohra
Chadar Jaisa Kohra
Mile Hum Mile Tum
Dekhe Na Koi Chehra

Aayiye Jaaneman
Dil Ka Dwaar Hai Khula Khula
Ek Nasha Pyaar Ka
Fiza Fiza Me Ghula Ghula
Nazro Se Chume
Baaho Me Jhume
Kohra Ghana Chilman Bana
Kohra Kohra
Chadar Jaisa Kohra
Mile Hum Mile Tum
Dekhe Na Koi Chehra

Share your thoughts

Shanti kranti, Alka yagnik, S p balasubramaniam, Best of sp balasubramanian, Purvai purvai, Hamsalekha, Alka yagnik songs, Best of alka yagnik, Sp balasubrahmanyam songs, S. p. balasubrahmanyam, Kamala hasan, Kamal haasan, Rajnikanth, Purvaee purvaee, Hits of rajnikanth, Old romantic songs, 90s ke romantic gaane, Rajinikant hindi songs, Surmayee ankhiyon mein, Bollywood romantic songs, Lata mangeshkar, 90s romantic hits, Pardesiya itna bata sajna teri kaun hoon main