Priya Ek Baar Mann Mandir Me Song Lyrics from the movie/album Mera Geet released in the year 2018 starring Mukri. The music was given by Shankar Rao Vyas. The lyrics were Penned by Ramesh Gupta

Priya Ek Baar Mann Mandir Me Lyrics

Priye Ek Bar Man Mandir Me
Rumjhum Rumjhum Karti Aana
Priye Ek Bar Man Mandir Me
Rumjhum Rumjhum Karti Aana
Dhire Dhire Hole Hole
Tum Tal Me Pag Dharti Aana
Tum Tal Me Pag Dharti Aana
Priye Ek Bar Man Mandir Me
Ho O O O O

Saj Kar Solah Singar
Saj Kar Solah Singar
Madhur Kohnupur Ki Jhankar
Madhur Kohnupur Ki Jhankar
Aisi Dhun Ho Mithi Mithi
Aisi Dhun Ho Mithi Mithi
Na Chuthe Sansar Sara
Na Chuthe Sansar Sara

Tum Bhi Na Ke Taro Me
Jhankar Madhur Bharti Lana
Jhankar Madhur Bharti Lana
Tum Aag Bhujhane Antar Ki
Nayno Se Ami Rash Barsana
Priye Ek Bar Man Mandir Me

Dhire Dhire Man Kutiya Me
Jab Andhkar Chha Jata Hai
Jab Andhkar Chha Jata Hai
Us Andhkar Me Madhur Madhur
Koi Dil Ke Tar Bajata Hai
Koi Dil Ke Tar Bajata Hai
Tum Bhi Upwan Ke Pushp Ki
Priye Madhur Gandh Harti Lana
Priye Madhur Gandh Harti Lana
Aur Andhkar Hai Kutiya Me
To Tum Parkash Karti Aana
Priye Ek Bar Man Mandir Me
Rumjhum Rumjhum Karti Aana
Priye Ek Bar Man Mandir Me

Share your thoughts

Meri beeti umariya sari, Chanakya neeti in hindi, Ramanand sagar ramayan, Chanakya neeti, Mon nilo kariya, Ramayan ramanand sagar full, Nain aapra banna kajal kajal mein dil mera, Shankar, Raghava lawrence tapsee pannu kanchana 2 movie scene, Ek shundori maiya amar, Oriya bhajan, Ghadvaiya maare thakorji, Suman chouhan akshay pandit, Ramanand sagar jai mahalaxmi, Ramanand sagar, Chathi maiya geet, Om banna chamtkar, Geeta super dancer, Chhathi maiya ke geet