Prem Kee Naiya Ko Mila Hai Lyrics | Meghdoot | Jagmohan, Kalyani | Kamal Dasgupta

Prem Kee Naiya Ko Mila Hai Lyrics | Meghdoot | Jagmohan, Kalyani | Kamal Dasgupta

Prem ki naiya ko
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara
Prem ki naiya ko
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara

Mithe raag pawan hai gaati
Gaano ka hai taar bajati
Mithe raag pawan hai gaati
Gaano ka hai taar bajati
Ham dono ko
Ham dono ko lekar nache
Nache jivan jamuna dhara
Jivan jamuna dhara
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara

Kahe tumhare nain rasile
Nain mila ke amrit pi le
Kahe tumhare nain rasile
Nain mila ke amrit pi le
Aaj ki ritu hai badi suhani
Aaj ki ritu hai badi suhani
Sath me pritam pyara
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara

Aandhi se bhi bujhe nahi
Bujhe nahi
Sacchi prit ki baati
Aandhi se bhi bujhe nahi
Bujhe nahi
Sacchi prit ki baati
Mil jate hain aake
Mil jate hain aake
Ek din bichhde sathi
Prem milan ki jeet hui hai
Prem milan ki jeet hui hai
Birha ka dukh hara
Birha ka dukh hara
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara
Prem ki naiya ko mila hai
Prem nadi ka kinara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *