Preetam Tera Mera Pyar Lyrics | Gajre | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Preetam Tera Mera Pyar Lyrics | Gajre | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Priyatama priyatamaa ho priyatamaa
Priyatam tera mera pyar gup chup
Kya jane sansar
Priyatama tera mera pyar
Priyatama tera mera pyar gup chup
Kya jane sansar
Priyatama tera mera pyar

Lakho ke parde ke andar
Lakho ke parde ke andar
Jalta hai angar chup chup
Kya jane kya jane kya jane sansar
Priyatama tera mera pyar

Ghadi ghadi japti hu aadhi rat ko
Padi padi tadpu main mulakat ko
Khadi khadi khidki ke sahare
Khadi khadi khidki ke sahare
Karti hu singar chup chup
Kya jane kya jane kya jane sansar
Priyatama tera mera pyar

In taro me gajre bikhre sawre
Is pagdandi ki hai thandi chhav re
Is pagdandi ki hai thandi chhav re
Prem nagar ki raho me to
Prem nagar ki raho me to
Baho ka bal har gup chup
Kya jane kya jane sansar
Priyatama tera mera pyar

Ud jata hai piya papiha bol ke
Ho jati hu khadi kiwadiya khol ke
Aadhi rat diya bujhte hi
Aadhi rat diya bujhte hi
O jana ek tar gup chup
Kya jane kya jane sansar
Priyatama tera mera pyar
Priyatama tera mera pyar gup chup
Kya jane sansar priyatama tera mera pyar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *