Prarthana Song Lyrics from the movie/album Chitkabrey released in the year 2016 starring Ravi Kishan, Rahul Singh. The song Prarthana was sung by Pamela Jain. This movie/album was directed by Suneet Arora. The music was given by Akshay Bafila. The lyrics were Penned by Rajesh Kumar. The music rights for song purely belongs to T-Series

Prarthana Lyrics

Karu Prarthana Maangu
Manat Yahi Araj Savikar Karo
Karu Prarthana Maangu
Manat Yahi Araj Savikar Karo
Shaktipunj Sa Dil Me Jal Kar
Shaktipunj Sa Dil Me Jal Kar
Man Me Tum Viswas Bharo
Karu Prarthana Maangu
Manat Yahi Araj Savikar Karo

Satya Path Se Mat Vichalit Karna
Kasht Jo Chahe Jayada Ho
Satya Path Se Mat Vichalit Karna
Kasht Jo Chahe Jayada Ho
Asman Se Lakshay Do
Uncha Uncha Adhik Irada Do
Maan Na Khone Paye Malik
Par Sara Abhiman Haro
Maan Na Khone Paye Malik
Par Sara Abhiman Haro
Karu Prarthana Maangu
Manat Yahi Araj Savikar Karo

Bahgya Se Dena Ya Mat Dena
Karm Se Daman Dhar Dena
Bahgya Se Dena Ya Mat Dena
Karm Se Daman Dhar Dena
Bal Buthi Vidya Dena Hamko
Daya Bhi Do Mat Dar Dena
Kam Krodh Mad Moh Chudakar
Prem Sudha Sanchar Karo
Kam Krodh Mad Moh Chudakar
Prem Sudha Sanchar Karo
Karu Prarthana Maangu Manat
Yahi Araj Savikar Karo
Karu Prarthana Maangu Manat
Yahi Araj Savikar Karo.

Share your thoughts

Tseries offical channel, Hindi songs, Film songs, Movie songs, Latest songs, T-series music, Ries, Songs, New songs, Bollywood songs