Poochiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji Ke Bura Hai Ye Song Lyrics from the movie/album Mukhda released in the year 2018 starring Satish, Kuldip Kaur. The song Poochiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji Ke Bura Hai Ye was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Roop K Shrey. The music was given by Vinod. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri

Poochiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji Ke Bura Hai Ye Lyrics

Puchhiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji
Puchhiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji Haye

Hinduo Ko Ram Ram Musalmano Ko Salam
Hinduo Ko Ram Ram Musalmano Ko Salam
Mile Sardar Ji To Shastriya Kaal Ji
Puchhiye Na Hal Ji
Puchhiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji
Puchhiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji Haye

Phata Huya Coat Maine Diya Hai Utar Ji
Phata Huya Coat Maine Diya Hai Utar Ji
Dard Jigar Ne Bhi Kiya Hai Udhar Ji
Isi Tarha Tum Bhi Karo Mera Aitbar Ji
Puchhiye Na Hal Ji
Puchhiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji
Puchhiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji Haye

Samne Makan Hai To Samne Dukan Hai
Oye Hoye Oye Chacha Oye Hoye Oye Ji
Pyar Ke School Me Ye Pehla Imtihan Hai
Hoye Hoye Hoye Mama Hoye Hoye
Hai Ye Meri Aarzu Ke Wo Bhi Bekarar Ho
Ram Kare Use Bhi Maleriya Bukhar Ho
Khola Hai Ye Jiske Liye
Khola Hai Ye Jiske Liye Naya Haspatal Ji
Bura Hai Ye Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji Haye
Puchhiye Na Hal Ji Palle Nahi Mal Ji
Ke Bura Hai Ye Sal Ji Haye

Share your thoughts

Mukhda, Poochiye, Quran ke surah ke fazail, Virtues of some surah of quran, Dharampreet song tere bina kalli, Kya islam billi palne ki ijajat deta ha, Pranjal dahia songs, Virtues of surah of quran, Lyrics, Surah ke fazail, Surah yasin ki fazilat, Quran ke alfaz ke fazail, Hafiz, Billi palne ke bare me nabi ka farman, Surah ke fayde, Tere bina kalli, Surah ki fazilat, Quran ki ayat ke fazail, Teri peda pe chalri thi pahldi, Quran, Khubsurat islamic video hindi urdu