Piya Se Milake Aaye Nain Lyrics | Piya Se Milke Aaye Nain | Hema Sardesai | Jawaharlal Wattal

Piya se milake aaye nain -2 haay main kya karun
Aaye na mujhako abb toh chain -2 haay main kya karun

(Tej thi dhadkan sine ki, mausam bhi mastaana tha
Main bhi khoyi khoyi thi, dil bhi kuchh deewaana tha) – (2)
Kaise kahun kise kahun aaya bada hi maja
Haay main kya karun – (4)
Piya se milake aaye nain -2 haay main kya karun
Aaye na mujhako abb toh chain -2 haay main kya karun

(Chhuyi muyi se ban baithe baahon ne aise ghera
Aankh khuli toh maine dekha shaam se huwa sabera) – (2)
Tauba mujhe aaye sharam, aage kahu bhi toh kya
Haay main kya karun – (4)
Piya se milake aaye nain -2 haay main kya karun
Aaye na mujhako abb toh chain -2 haay main kya karun

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *