Sajan sajan mai karu
Sajan hai uss paar
Kaisi nadiya prit ki jo dub gaya sau paar
Piya pyar ye kyu kiya
Kyu kiya
Piya pyar ye kyu kiya
Chaha tujhe
Manga tujhe
Chhuke tujhe ek baar
Paya to saya tha tera
Abb nahi aitbar
Piya
Mai to shayar nahi phir bhi sochu yu hi
Mai to shayar nahi phir bhi sochu yu hi
Tune diye hai jo aansu hai wohi shayari
Pehle pyar ka vada hai tum bin jivan aadha hai
Aayega chal ke tu khud hi
Sunke meri pukar
Piya pyar ye kyu kiya
Kyu kiya
Tune chaahi jamin
Mera hai aasman
Tune chaahi jamin
Mera hai aasman
Bandhegi kaise tu mujhko mai to pagal hawa
Tadpe yaad mai mera mann ye kaisa tera bandhan
Khwabo se jagu to phir se nind ka intejar
Chaha tujhe
Manga tujhe
Chhuke tujhe ek baar
Paya to saya tha tera
Abb nahi aitbar
Priya pyar ye kyu kiya
Kyu kiya
Priya pyar ye kyu kiya
Priya

