Piya Maine Kya Kiya Mujhe Chhod Ke Jaiyo Na Lyrics | Us Paar | Manna Dey | Sachin Dev Burman

Piya Maine Kya Kiya Mujhe Chhod Ke Jaiyo Na Lyrics | Us Paar | Manna Dey | Sachin Dev Burman

Piya maine kya kiya piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya

Manva bhuj na paye ho manva bhuj na paye ho
Ho gayi kon si bhul re chhal gayi mere pyar ko
Kyu patjhad ki dhul re ruthe tum kis baat pe
Ruthe tum kis baat pe mujhe ye bataiyo
Piya maine kya kiya piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na piya maine kya kiya

Kuch bhi kaha na jaye ho kuch bhi kaha na jaye ho
Chalke bas mere nain re chhod gaya mera sath ho
Beech gagar me chain re ban gaye phul babul kyu
Ban gaye phul babul kyu koi to samjhaiyo
Piya maine kya kiya piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na mitva mitva mitva
Mitva mitva mitva

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *