Piya Song Lyrics from the movie/album Raastey released in the year 2016 starring Shraddha Sharma. The song Piya was sung by Shraddha Sharma. The music was given by Shankar Tucker. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Piya Lyrics

Naino Mein Jiski Murat
Dil Ko Bhaa Gaya Woh Saiyan
Bujhte Diye Ko Jala Kar
Jeena Sikha Gaya Woh Saiyan

Ashqo Se Moti Churakar
Gehne Bana
Gaya Woh Saiyan
Apni Baaton Mein
Mujhko Rijha Kar
Dil Mein Utar
Gaya Woh Saiyan
Waapas Yun Jaa Ke
Humpe Na Karo Sitam
Haan Tum Bin Adhuri
Hai Saanse Adhure Hum
Piya Piya Piya Piya

Jab Se Woh Aaya
Tha Jeene Mein
Saansein Thi Madham
Si Meri Sine Mein
Aa Haan Aa Aaa  Haan
Jab Se Woh Aaya
Tha Jeene Mein
Saansein Thi Madham
Si Meri Sine Mein
Saanso Mein
Sur Saa Laga Kar
Dhoon Suna Gaya
Woh Saiyan
Saanson Mein
Sur Saa Laga Kar
Dhoon Suna Gaya
Woh Saiyan
Meri Rooh Ko Jis
Pal Se Behka Kar
Khud Mein Mila
Gaya Woh Saiyan
Waapas Yun Jaa Ke
Humpe Na Karo Sitam
Haan Tum Bin Adhuri
Hai Saanse Adhure Hum
Piya Piya Piya Piya
Saiyan Saiyan Piya
Haaye O Re Piya.

Share your thoughts

Shraddha sharma, Shankar tucker, Shankar tucker music, Shraddha sharma songs, Shraddha sharma raastey, Shankar tucker songs, Shraddha sharma raastey full video, Shankar tucker vidya vox, Vidya vox shankar tucker, Shankar tucker 2011, Shraddha sharma tum hi ho, Shankar tucker aditya rao, Shankar tucker mugdha hasabnis, Ashai mugam shankar tucker music video, Shankar tucker ashai mugam music video, Shankar tucker o re piya, Shankar tucker music video