Piya Kesariyo Lyrics | Hum Tum Shabana | Anushka Manchanda, Jigar Saraiya | Jigar Saraiya

Dhin dhin tanana

Chaand sa uss mein noor hai
Kabhi sooraj sa maghroor hai
Naino mein saare jag ka saroor hai
Piya

Garje bijli sa ang ang barse megha sa khank khank
Khuda sa kabhi paas tu khuda sa dil mein
Baari main baari sahib ji
Haari main haari dil da tujhpe bekhabar
Jiya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro kesariyo – 4

Tum na aaye toh tham sa jaayega yeh jiya – 2
Ishq mein uske darbadar kho ke apne hosho khabar
Wohi meri manzil aur wohi rehguzar
Har dhadkan mein woh dhadak dhadak
Mere naino ki woh chamak chamak
Ab toh meri rooh bhi le gaya woh loot kar
Baari main baari sahib ji
Haari main haari dil da tujhpe bekhabar
Jiya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro
Piya kesariyo re maaro kesariyo – 4

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *