Pighal Raha Hai Meraa Badan Katra Katra Lyrics | Love In Nepal | Sunidhi Chauhan | Nikhil Vinay

Pighal Raha Hai Meraa Badan Katra Katra Lyrics | Love In Nepal | Sunidhi Chauhan | Nikhil Vinay

Pighal raha hai mera badan
Katra katra katra katra
Pighal raha hai mera badan
Katra katra katra katra
Abb iss umrr me hai har ghadi
Abb iss umrr me hai har ghadi
Khatra khatra khatra khatra
Pighal raha hai mera badan
Katra katra katra katra
Pighal raha hai mera badan
Pighal raha hai mera badan
Pighal raha hai mera badan
Katra katra katra katra

Chubhan ho rahi hai yeh hava sard hai
Batau kya tujhe ke kahan dard hai
Sholo ko naa yun bhadkaao
Aise naa mujhko tadpaao
Sulag raha hai mera badan
Katra katra katra katra
Abb iss umrr me hai har ghadi
Abb iss umrr me hai har ghadi
Khatra khatra khatra khatra
Pighal raha hai mera badan
Katra katra katra katra

Maja le le tu bhi iss hasin rat kaa
Khada dur kyun hai aa mere sath aa
Gori gori banhe meri
Chahe tujhko aahe meri
Tadap raha hai mera badan
Katra katra katra katra
Abb iss umrr me hai har ghadi
Abb iss umrr me hai har ghadi
Khatra khatra khatra khatra
Pighal raha hai mera badan
Katra katra katra katra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *