Pia Saanvara Tarsa Raha Lyrics | Striker | Sunidhi Chauhan | Shailendra Barve

Pia Saanvara Tarsa Raha Lyrics | Striker | Sunidhi Chauhan | Shailendra Barve

Piya sanvara
Piya sanvara
Piya sanvara tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Piya saanvara tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Kahi dur se dekar sada
Kahi dur se dekar sada
Uljha raha man banwra
Uljha raha man banwra
Uljha raha man banwra
Piya sanvara

Meri aankh me tera rang hai
Piya dur hai par sang hai
Ho meri aankh me tera rang hai
Piya dur hai par sang hai
Jogan bani mai pyar me
Jogan bani mai pyar me
Piya banwra
Piya banwra ithla raha
Piya sanvara

Nahi bhukh me
Nahi pyas me
Meri sham ki is aas me
Nahi bhukh me
Nahi pyas me
Meri sham ki iss aas mein
Is sham ka us sham se
Is sham ka us sham se
Rishta koi batla raha
Rishta koi batla raha
Piya sanvara
Piya sanvara
Piya piya piya piya sanvara sanvara sanvara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *