Pi Kar Shankar Jee Ki Booti Lyrics | Ranbhoomi | Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Pyarelal

Pi Kar Shankar Jee Ki Booti Lyrics | Ranbhoomi | Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Pyarelal

Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Naya sa laage sab sansaar
Jara si hoye jara si
Haaye jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar
Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Naya sa laage sab sansaar
Haaye jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar
Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti

Maine kam pee tune jyada kar le pyala aadha aadha
Maine kam pee tune jyada kar le pyala aadha aadha
Pi le lekin tu bahki to laaj rahegi na maryada
Badha na baat naa kar takrar
Jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar
Ho pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Ho pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti

Utari surat aur bikhre baal
Haaye ye bahki are bahki chaal
Utari surat aur bikhre baal
Haaye ye bahki bahki chaal
Darpan laau tujhe dikhaau mujhse bura hai tera haal
Ye baate ho gayi dil ke paar
Jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar
Ho pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti

Der na kar baaho me chhupa le
Der na kar baaho me chhupa le
Sab kuch hai ab tere hawaale
Haaye mai tere sadke jaau bhaad me jaaye duniya waale
Samajh le hoga beda paar
Jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar
Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Pi ke shankar ji ki buti
Ankhiya khul gayi nindiya tuti
Naya sa laage sab sansaar
Jara si jara si hey jara si
Jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar
Jara si aur pi la de yaar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *