Phoolon Se Hai Meri Dosti Song Lyrics from the movie/album Heeron Ka Chor released in the year 2012 starring Mithun Chakraborty, Bindiya Goswami. The song Phoolon Se Hai Meri Dosti was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by S K Kapoor. The music was given by Master Sonik, Om Prakash Sonik. The lyrics were Penned by Verma Malik. The music rights for song purely belongs to Saregama

Phoolon Se Hai Meri Dosti Lyrics

Phoolon Se Hai Meri Dosti
Har Kali Ke Dil Me Rahta Hu
Phoolon Se Hai Meri Dosti
Har Kali Ke Dil Me Rahta Hu
Likhlo Mera Pata Hasino Baat Pate Ki
Pate Ki Kahta Hu
Phoolon Se Hai Meri Dosti

Mai Jalwo Ki Aashiq Hu
Or Husn Ka Hu Deewana
Haste Hue Najaro Se Tum
Pucho Mera Thikana
Mai Hasino Ke Sine Ki
Har Ek Dhadkan Me Rahta Hu
Likhlo Mera Pata Hasino Baat Pate Ki
Pate Ki Kahta Hu
Phoolon Se Hai Meri Dosti

Bhul Gaye Sari Dunia Jo In Baho Me Aaye
Pyar Ki Masti Bhar Deta Hu Jo Meri Ho Jaye
Zindagi Bhar Na Mile Kahi Pe
Aisa Mai Najara Deta Hu
Likhlo Mera Pata Hasino Baat Pate Ki
Pate Ki Kahta Hu
Phoolon Se Hai Meri Dosti

Jis Mahfil Me Mai Aa Jau
Wo Mahfil Jam Jaye
Pyar Ka Nagma Jab Chhedu
Har Ladki Bole Haye
Husn Ke Mele Lag Jate Hai
Jaha Mai Kadam Rakh Deta Hu
Likhlo Mera Pata Hasino Baat Pate Ki
Pate Ki Kahta Hu
Phoolon Se Hai Meri Dosti
Har Kali Ke Dil Me Rahta Hu
Likhlo Mera Pata Hasino Baat Pate Ki
Pate Ki Kahta Hu
Phoolon Se Hai Meri Dosti.

Share your thoughts

No Keywords