Phoolon Se Bhi Nazuk Song Lyrics from the movie/album Ishq Bawari released in the year 2015. The song Phoolon Se Bhi Nazuk was sung by Anup Jalota. The music was given by Koyel Tripathi. The lyrics were Penned by Koyel Tripathi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Phoolon Se Bhi Nazuk Lyrics

Phoolon Se Bhi Nazuk Hai Tu
Phoolon Se Bhi Nazuk Hai Tu
Heerno Se Bhi Chanchal Hai Tu
Is Dil Ki Dhadkan Ban Jaa Tu
Aur Aur Aur Kareeb Aa Jaa Tu
Phoolon Se Bhi Nazuk Hai Tu
Heerno Se Bhi Chanchal Hai Tu
Is Dil Ki Dhadkan Ban Jaa Tu
Aur Aur Aur Kareeb Aa Jaa Tu

Suraj Ki Roshni Hai Tu
Chanda Ki Chandni Hai Tu
Ghane Badal Ki Varsha Hai Tu
Ghane Badal Ki Varsha Hai Tu
Ek Shayar Ki Shayri Tu
Tu Mujh Mein Baras Ja Is Tarah
Main Khud Ko Bhul Jaaun Jis Tarah
Is Bhatke Ka Sahara Ban Jaa Tu
Mere Dil Mein Aake Bas Jaa Tu
Aur Aur Aur Kareeb Aa Jaa Tu
Phoolon Se Bhi Nazuk Hai Tu
Heerno Se Bhi Chanchal Hai Tu
Is Dil Ki Dhadkan Ban Jaa Tu
Aur Aur Aur Kareeb Aa Jaa Tu

Satrangi Aasma Hai Tu
Morpankh Ki Rangat Hai Tu
Koyal Ka Mdhur Tarana Hia Tu
Koyal Ka Mdhur Tarana Hia Tu
Ek Sajan Ki Sajni Hai Tu
Tu Baaho Mein Aaja Is Tarah
Tujhe Pyar Karu Main Jis Tarah
Mujh Mein Sama Ke
Saanse Meri Ban Jaa Tu
Khawbo Ko Haqeeqat Ban Jaa Tu
Aur Aur Aur Kareeb Aa Jaa Tu
Phoolon Se Bhi Nazuk Hai Tu
Heerno Se Bhi Chanchal Hai Tu
Is Dil Ki Dhadkan Ban Jaa Tu
Aur Aur Aur Kareeb Aa Jaa Tu.

Share your thoughts

Koyel and anup jalota songs, Phoolon se bhi nazuk hai tu, Kal chaudhvin ki raat thi hindi lyrics, Anup jalota songs, Kal chaudhvin ki raat thi lyrics, Lyrics of kal chaudhvin ki raat thi, Ishq bawari full songs, Kal chaudhvin ki raat thi with lyrics, Anup jalota, Ishq bawari, Issaq bawari songs, Music by koyel, Avadhi pachra navratar song anju upadhyay, Ye rishta pyara, Ramji ke naam ne to pathar bhi tare, Avadhi pachra song anju upadhyay amrit