Phoolon Ka Shamiyana Lyrics  | Bihari | Shabnam, Nandrekar | Lata Mangeshkar | Naresh Bhattacharya

Phoolon Ka Shamiyana Lyrics | Bihari | Shabnam, Nandrekar | Lata Mangeshkar | Naresh Bhattacharya

Sabze ki durfishaani
Phoolo ka shamiyana
Khushboo ki naujawaani
Rangin nigaah rakhana
Dekha to ga raha hai

Apna vahi tarana
Bulabul suna raha hai
Gul ko rula raha hai
Mitha sa dard banakar
Pahalu mein aa raha hai
Rah rah ke koyi dil mein
Charake laga raha hai

Thandi hawa ka jhonka
Jhula jhula raha hai
Phoolo ko deke lori
Daulat luta raha hai
Baadal machal machal kar
Har dil pe chha raha hai
Lekin mera nasiba
Mujhko rula raha hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *