Phoolo Ko Baharo Ne Lyrics | Kisaan | Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar | Manjeet Arora

Phoolo Ko Baharo Ne Lyrics | Kisaan | Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar | Manjeet Arora

Dekho baag me dekho
Kali kali hansti hain
Charo ore nasha hain
Masti hi masti hain
Dil me aag lagake
Julmi hamse ye kahati hain
Kahati hain kahti hain
Kya
Phoolo ko baharo ne
Rangeen banaya hain
Khusbu ke khajaane ko
Shakho pe sajaya hain
O sajana aake gale lag jaa
O saathi aaja aa aa jaa
Phoolo ko baharo ne
Rangeen banaya hain
Khusbu ke khajaane ko
Shakho pe sajaya hain
O sajani aake gale lag jaa
O saathi aaja aa aa jaa

Bachpan tha tera bhola
Badi shokh jawaani hain
Wo kaisa fasaana tha
Ye kaisi kahaani hain
Dil pekate firate hain
Aashiq teri raaho me
Teri chaal kayamat hain
Jaadu hain nigaaho me
O jispar hi najar daali
Usko hi mitaaya hain
Ho jispar hi najar daali
Usko hi mitaaya hian
O sajana aake gale lag jaa
O saathi aaja aa aa jaa

Fir dil ne jawaani ko
Ye kah ke diye sapne
Janmo se jo apana hain
Wo apane rahe apane
Saanso me mere sajan
Teri saanso ki khushbu hain
Ye tu nahi tu main hu
Ye main nahi main tu hain
O o o
Tere pyaar ka nagma hi
Mere pyaar nigaaya hain
Tere pyaar ka nagma hi
Mere pyaar nigaaya hain
O sajani aake gale lag jaa
O saathi aaja aa aa jaa

Armaan bhatakte hain
Chahat bhari raaho me
Angdaiyaa mashlti hain
Khud husn ki baaho me
Mere haath pakad le tu
Baaho me jakad le tu
Mausam ka ishara hain
Karta kyu kinaara hain
Mushkil se samaa ye
Apane haath me aaya hain
Ho mushkil se samaa ye
Apane haatha me aaya hain
O sajana aake gale lag jaa
O saathi aaja aa aa jaa

Phoolo ko baharo ne
Rangeen banaya hain
Khusbu ke khajaane ko
Shakho pe sajaya hain
O sajani aake gale lag jaa
O sajana aaja aa aa jaa
O sajani aake gale lag jaa
O sajana aaja aa aa jaa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *