Phool Kisi Ke Haar Kisi Ka Lyrics | Ghayal | Meena Kapoor | Gyan Dutt

Phool Kisi Ke Haar Kisi Ka Lyrics | Ghayal | Meena Kapoor | Gyan Dutt

Phool kisi ke
Haar kisi ka
Chain utha kar dekhun baalam naach raha hai
Pyaar kisi ka
Naach raha hai pyaar

Bandhi hui thi in aankho se
In aankho se dor
Aaj nahi aisi balmi hai
Nahi gai kisi aur
Idhar bhi dekho ruthe saajan
Tut gaya hai taar
Kisi ka tut gaya hai taar
Idhar bhi dekho ruthe saajan
Tut gaya hai taar
Kisi ka tut gaya hai taar
Phool kisi ke
Haar kisi ka
Chain utha kar dekhun baalam naach raha hai
Pyaar kisi ka
Naach raha hai pyaar

Chaahe ghir ghir aaye badariya
Kabhi na chhodu haath
Chahe badle rahe nazariya
Kabhi na chhute sath
Ho bairi ho bairi
O bairi kyu badal rahe ho
Sapno ka sansaar
Kisi ka sapno ka sansaar
O bairi kyu badal rahe ho
Sapno ka sansaar
Kisi ka sapno ka sansaar
Phool kisi ke
Haar kisi ka
Chain utha kar dekhun baalam naach raha hai
Pyaar kisi ka
Naach raha hai pyaar

Tumhe manao naachi gaaun
Sunlo ji muskaan
Piya tumhaare charno par chaand sitaare laau
Piya main chaand sitaare laau
O nirmohi o nirmohi
O nirmohi kyu karte ho jina bhi bekaar
Kisi ka jina bhi bekaar
O nirmohi kyu karte ho jina bhi bekaar
Kisi ka jina bhi bekaar
Phool kisi ke
Haar kisi ka
Chain utha kar dekhun baalam naach raha hai
Pyaar kisi ka
Naach raha hai pyaar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *