Phool Ka Shabab Kya, Husn Mahatab Kya Lyrics | Farz Ki Jung | Mohammed Rafi | Bappi Lahiri

Phool Ka Shabab Kya, Husn Mahatab Kya Lyrics | Farz Ki Jung | Mohammed Rafi | Bappi Lahiri

Phul ka shabab kya husn mahtab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya

Julfo se khele mahki hawaye
Uff ye jawani uff ye adaye uff ye jawani uff ye adaye
Surkh lab ke samne sokhi ye gulab kya
Phul ka shabab kya husn mahtab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Aankho me tauba kitna nasha hai
Mai kya ye mausam bahka hua hai
Mai kya ye mausam bahka hua hai
Layegi ye mastiya koi bhi sharab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya

Gore badan se lipta hua hai
Pani ki dekho takdir kya hai pani ki dekho takdir kya hai
Yuhi dekhta rahu mai hasin khwab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya aap ka jawab kya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *