Ulji Huyi Ye Dorriyaan
Ulji Huyi Ye Dorriyaan Suljaa Le
Dil Ki Tu Sune Agar
Dil Sacha Hai Dilwaley
Raahen Nahin Aissi Toh Kahin
Jahaan Kahin Koyi Mod Nahin
Kehta Hai Yeh Dil
Tootey Sheeshon Ko Tu Jod Nahi
Raahon Mein Do Raahen
Aatey Hain Sau Baar
Kadam Kadam Ikraar Hai
Kadam Kadam Inkaar
Phir Bhi Ye Zindagi
Pal Bar Ko Bhi Kabhi Rukthi Hi Nahi
Lehren Ye Wakt Ki
Pal Bhar Ko Bhi Kabi Rukthi Hi Nahi
Tanhaiyan Hai Gul Si Gayi Sanson Mein
Ooh..kya Kare
Mana Kahi Koyi Bhi Nahin
Jisse Mila Kabhi Gam Na Ho
Par Humko Toh Wo Gam Hai Jo
Ik Pal Ko Bi Kam Naa Ho
Humney Jo Baazi Keli, Jeet Nahi Paaye
Ab Woh Tanhai Hai Jo Beet Nahi Paaye
Phir Bhi Ye Zindagi
Pal Bar Ko Bhi Kabhi Rukthi Hi Nahi
Lehren Ye Wakt Ki
Pal Bhar Ko Bhi Kabi Rukthi Hi Nahi
Tanhaiyan Hai Gul Si Gayi Sanson Mein
Ooh..kya Kare
Angdai Leti Hai Phir Se Umeedein
Palko Pe Chaaye Jo Sapne
Jaag Utte Phir Jaisse Dil Mein
Arman Jo Soye The Apne
Jaana Hai Kis Rasthe
Ye Bhi Na Tu Jaaney
Kyon Hai Dil Deewane
Phir Bhi Yeh Zindagi
Pal Bar Ko Bhi Kabhi Rukthi Hi Nahi
Lehren Ye Wakt Ki
Pal Bhar Ko Bhi Kabi Rukthi Hi Nahi
Tanhaiyan Hai Gul Si Gayi Sanson Mein
Ooh..kya Kare
Ulji Huyi Ye Dorriyaan
Ulji Huyi Ye Dorriyaan Suljaa Le
Dil Ki Tu Sune Agar
Dil Sacha Hai Dilwaley
Phir Bhi Yeh Zindagi Song Lyrics from the movie/album Dil Dhadakne Do released in the year 2015 starring Ranveer Singh, Priyanka Chopra. The song Phir Bhi Yeh Zindagi was sung by Farhan Akhtar, Vishal Dadlani, Divya Kumar, Alyssa Mendonsa, Sapna Pathak. This movie/album was directed by Zoya Akhtar. The music was given by Shankar-Ehsaan-Loy. The lyrics were Penned by Javed Akhtar. The music rights for song purely belongs to T-Series
Share your thoughts