Uljhi Hui Ye Doriyaan
Uljhi Hui Ye Doriyaan Suljhaa Le
Dil Ki Tu Suney Agar Dil Saccha Hai Dilwale
Raahein Nahin Aisi Toh Kahin
Jahaan Kahin Koi Mod Nahin
Kehta Hai Ye Dil Ab Jaane Bhi De
Toote Sheeshon Ko Tu Jod Nahin
Raahon Mein Do Raahein Aate Hain Sau Baar
Kadam Kadam Iqraar Hai
Kadam Kadam Inkaar
Phir Bhi Ye Zindagi
Pal Bhar Ko Bhi Kabhi Rukti Hi Nahi
Lehrein Ye Waqt Ki
Pal Bhar Ko Bhi Kabhi Rukti Hi Nahi
Tanhaaiyan Hai Ghul Si Gayi Saanson Mein
Ooo Kya Karein
Maana Kahin Koi Bhi Nahin
Jisey Mila Kabhi Gham Na Ho
Par Humko Toh Wo Gham Hai Jo
Ik Pal Ko Bhi Kam Naa Ho
Humne Jo Baazi Kheli
Jeet Nahi Paaye
Ab Wo Tanhaai Hai Jo Beet Nahi Paaye
Phir Bhi Ye Zindagi
Pal Bhar Ko Bhi Kabhi Rukti Hi Nahi
Lehrein Ye Waqt Ki
Pal Bhar Ko Bhi Kabhi Rukti Hi Nahi
Tanhaaiyan Hai Ghul Si Gayi Saanson Mein
Ooo Kya Karein
Angdaai Leti Hain Phir Se Umeedein
Palkon Pe Chhaaye Jo Sapne
Jaag Uthte Hain Phir Jaise Dil Mein
Armaan Jo Soye Thhe Apne
Jaana Hai Kis Raste Ye Bhi Na Tu Jaane
Kyun Hai Dil Deewaane
Phir Bhi Ye Zindagi
Pal Bhar Ko Bhi Kabhi Rukti Hi Nahi
Lehrein Ye Waqt Ki
Pal Bhar Ko Bhi Kabhi Rukti Hi Nahi
Tanhaaiyan Hai Ghul Si Gayi Saanson Mein
Ooo Kya Karein
Uljhi Hui Ye Doriyaan
Uljhi Hui Ye Doriyaan Suljhaa Le
Dil Ki Tu Suney Agar Dil Saccha Hai Dilwale
Phir Bhi Yeh Zindagi Song Lyrics from the movie/album Dil Dhadakne Do released in the year 2018 starring Farhan Akhtar, Ranveer Singh. The song Phir Bhi Yeh Zindagi was sung by Farhan Akhtar, Vishal Dadlani, Divya Kumar, Alyssa Mendonsa, Sapna Pathak. This movie/album was directed by Zoya Akhtar. The music was given by Shankar Ehsaan Loy. The lyrics were Penned by Javed Akhtar
Share your thoughts